Saturday, May 21, 2011

anjaani raahen....

ek arzoo ko sapna bana liya maine
uss sapne ko zindagi ki haqeeqat bana liya maine.....

zindagi ki iss chahat mein anjaani raahon ko apna liya maine...
ab kyun mudd kar dekh raha hai raahi...
jab inn raahon mein sab kuch luta diya tune....

zindagi ki inn raahon mein sab bhula diya maine....
iss arzoo ki chahat mein anjaano se dil lagana bhi seekh liya maine...

sapno ki iss chahat ko zindagi bana liya maine.....
zindagi ki anjaani raahon ko apna bana liya maine......

No comments: